Pages

Monday, January 08, 2007


tum jab aao gi mujhay khoya hoya pao gi,
mairee tanhayee main khawabon kay siwa kuch bhee nahi.
mairay kamray ko sajanay ki tamanna hai tumhain,
mairay kamray main kitaboon kay siwa kuch bhee nahi.
inn kitaboon main ek ramz hai jis ka mara hoya zehan,
mazda-e-ishrat-e-anjam paa nahi sakta,

zindigee main aaraam paa nahi sakta

No comments: